lamha lamha toot gaye hai
ek apanese rooth gaye hai
manzil par aane se pehle
ham raahon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye - 2
judde hue haath tooti taqdeer
aur kya karegi yeh lakeeron ki zanjeer
tera mera saath ab na hogi baat
tu bhi khafa main bhi khafa gam ki kaali raat
sapanen sach hone se pehle ek ek karke toot gaye
lamha lamha toot gaye - 2
khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
faasale kahi dooriyan ban na jaaye
darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye - 2
Latest
Movie Lyrics
I see You
Movie Lyrics
Starring Arjun
Rampal, Vipasha Agarwal and Chunky Pandey.
Just
Married
Movie Lyrics
Starring Esha Deol,
Fardeen Khan and Satish Shah.
Anwar
Movie Lyrics
Starring Manisha Koirala, Rajpal Yadav and Vijay Raaz.
Salaam-E-Ishq
Movie Lyrics
Starring Starring
Anil Kapoor, Salman Khan and John
Abraham.
Kabul Express
Movie Lyrics
Starring John Abraham, Arshad Warsi and Linda Arsenio.