Teri Kasam (1982) , Kya Hua Ik Baat Par Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Kya Hua Ik Baat Par"
Music By R. D. Burman
Lyrics By Anand Bakshi
Performed by Amit Kumar
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa
Is Bahane Doston Ka Pyaar Pahchaanaa Gayaa
Kyaa Huaa, Kyaa Huaa
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa

(kyaa Sunaayen Ham Kisi Ko, Pyaar Ki Ye DaastaaN) -2
Pyaar Ki Ye DaastaaN
Jaan Jaane Ko Hai Baaqi, Dil To Deewaanaa Gayaa
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa...

(unkaa, Unke Gham Kaa Ai Dil, Ab Karen Afsos Kyaa) -2
Ab Karen Afsos Kyaa
Jis Ko Aanaa Thaa Vo Aaya, Jis Ko Thaa Jaanaa Gayaa
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa...

(unse Milne Ki Ijaazat, Ek Bas Hamko Nahin) -2
Ek Bas Hamko Nahin
Unse Milne Unke Ghar, Har Apnaa Begaanaa Gayaa
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa...

Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa
Is Bahane Doston Ka Pyaar Pahchaanaa Gayaa
Kyaa Huaa, Kyaa Huaa
Kyaa Huaa, Ik Baat Par Barson Ka Yaaraanaa Gayaa
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Not Available
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
318 Times
Lyrics Score (Rate Here)