Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) , Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Yeh Khamoshiyan Yeh Tanhaiyan"
Music By O. P. Nayyar
Lyrics By S.H. Bihari, Aziz Kashmiri
Performed by Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Rafi: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan
Mohabbat Ki Duniya Hai Kitni Jawaan

Asha: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan
Mohabbat Ki Duniya Hai Kitni Jawaan

Both: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan

Asha: Aa Aa Aa Aa O Ho Ho
Rafi: Aa Ha
Asha: Aa Aa
Rafi: Aa Ha Ha
Asha: O Ho
Rafi: Ho Ho Ho Ho Ho Ho

Asha: Yeh Sardi Ka Mausam Badan Kaanpe Thar-thar (2)
Rafi: Yeh Hai Barf Ke Dher Ya Sangemarmar
Both: Banaa Le Na Kyon Apni Jannat Yahaan
Rafi: Yeh Khamoshiyaan
Asha: Aaa Aaa Aaa
Rafi: Yeh Tanhaaiyan
Asha: Aaa Aaa Aaa
Rafi: Mohabbat Ki Duniya Hai Kitni Jawaan
Both: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan

Rafi: Yeh Oonche Pahaado Ke Magroor Saaye
Asha: Yeh Kehte Hai Unko Nazar To Milaaye (2)
Both: Farishte Bhi Hai Iss Jagah Bezubaan
Asha: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan
Mohabbat Ki Duniya Hai Kitni Jawaan
Both: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan

Rafi: Na Parda Hai Koyi Na Hai Koyi Chilman
Asha: Jahaan Paanv Rakh De Hai Phislan Hi Phislan (2)
Both: Kadam Chhodte Ja Rahe Hai Nishaan
Both: Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan
Mohabbat Ki Duniya Hai Kitni Jawaan
Yeh Khamoshiyaan Yeh Tanhaaiyan

Rafi: Aa Aa Aa Aa
Asha: Aaa Aa Aaa Ha
Both: Aa Aa Aa Aa
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Not Available
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
393 Times
Lyrics Score (Rate Here)