Yeh Hai Jalwa (2002) , London Mein India Song Lyrics

"London Mein India"
Music By Anand Raj Anand, Himesh Reshammiya
Lyrics By Sudhakar Sharma
Performed by Sukhwindher Singh, Pankaj Udhas
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Ek Sitaara Aisa Chamka Roshan Hua Jahan
Us Tara Ka Naam Hai Pyaare Mera Hindustan
Purab Ka Paschim Mein Purab Ka Paschim Mein
Ujala Ho Gaya Oh London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
Oh London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
Purab Ka Paschim Mein Ujala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya

Bade Door Se Desh Paraye Pardesi Aaye Hain
Ho Desi Bande Apne Desh Ka Sandesha Laaye Hai
Yaaro Uska Kya Kehna Jis Thi Nek Kamaai
Sachcha Banda Woh Honnda Jo Jaane Pir Paraayi
Sun Ke Videsi Mat Wala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya

Wahan Ke Rehne Waale Hum Jahan Pyaar Dilo Main Basta
Kaise Tootega Yeh Bandhan Yeh Hai Pyaar Ka Rishtaa
Oh Maine Jaane Kyon Socha Yeh Desh Paraya Hai
Teri Baatein Sun Ke Mera Dil Bhar Aaya Hai
Oh Tune Jaane Kyon Socha Yeh Desh Paraya Hai
Oh Achcha Laga Ki Tera Dil Bhar Aaya Hai

Rishte Naato Se Bandhni Hai Dor Yeh Jeevan Ki
Mera Is Jivan Pe Mere Bharat Ka Saya Hai Bharat Ka Saya Hai
Oh Yaar Tera Kissa To Nirala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
Purab Ka Paschim Mein Ujala Ho Gaya
Ujala Ho Gaya Oh London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
London Mein India Ka Bol Baala Ho Gaya
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
440 Times
Lyrics Score (Rate Here)