Sangharsh (1999) , Dil Ka Qaraar Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Dil Ka Qaraar"
Music By Jatin-Lalit
Lyrics By Sameer
Performed by Sonu Nigam, Shraddha Pandit
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
--MALE--
Teri Ek Chhuwan Se Jaaga Yeh Kaisa Ehsaas
Pehle To Mehsus Hui Na Mujhko Aisi Pyaas

Pehli Pehil Baar Baliye, Dil Gaya Haar Baliye
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2

--FEMALE--
Pehli Pehli Baar Baliye, Dil Gayi Haar Baliye
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2

--MALE--
Bhole Teri Soni Soni Ankha Mastaaniya
Pyaar Ke Liye Yeh Dengi Laakhon Qurbaaniya
Karke Ek Baar Baliye, Dil Gaya Haar Baliye
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2
Pehli Pehli Baar Baliye, Dil Gaya Haar Baliye
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2

--FEMALE--
Aah, Aa Aa Aa Aah, Aa Aa Aa Aah Aa Aa Aa Aah
Aa Aa Aa Aa Aah Aa Aa Aah

Tere Liye, Tere Liye Marta Hai Maahiya
Phir Kyoon Judaai Se Dil Darrta Hai Maahiya
Tujhpe Jaan Nisaar Baliye, Dil Gayi Haar Baliye
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2

--MALE--
Pehli Pehli Baar Baliye, Dil Gaya Haar Baliye

--FEMALE--
Pehli Pehli Baar Baliye, Dil Gayi Haar Baliye

--BOTH--
Rabba Mainu Pyaar Ho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya - 2
Dil Ka Qaraar Kho Gaya
Hai, Dil Ka Qaraar Kho Gaya
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
1820 Times
Lyrics Score (Rate Here)