Raampur Ka Lakshman (1972) , Pyar ka Samay Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Pyar ka Samay"
Music By R. D. Burman
Lyrics By Majrooh Sultanpuri
Performed by Unknown Artists
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Arey (pyar Ka Samay Kam Hai Jahaa
Ladate Hai Log Kaise Wahaa
Kyon Mere Yaar Maine Bhi Aaj
Kya Baat Khi De Taali) - 2

Jo Bhi Kare Pyaar Main Uska Yaar
Galat Mujhe Na Samajhana
Main Toh Yaha Aaya Hu Milan Ke Liye
Main Subha Shaam Sabka Ghulaam
Itna Magar Yaad Rakhana
Bura Hu Main Bas Dushman Ke Liye
Ulfat Ke Jo Pyaase Ho Tum
Chahat Kahu Main Bhi Sawaali
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahaa
Ladate Hai Log Kaise Wahaa
Kyon Mere Yaar Maine Bhi Aaj
Kya Baat Khi De Taali

Abhi Yeh Samaa Hai Meharbaan
Jhoom Ke Jee Le Deewnae
Kaisi Haar Mastaani Raat Hain
Zindagi Ka Lele Mazaa
Phir Kya Ho Kaun Jaane
Bhai Mere Kuchh Na Tere Haath Hain
Do Chaar Pal Lehra Ke Chal
Aye Zindagi Kab Rukane Wali
Pyar Ka Samay Kam Hai Jahaa
Ladate Hai Log Kaise Wahaa
Kyon Mere Yaar Maine Bhi Aaj
Kya Baat Khi De Taali

Khel Haseen Aadat Meri
Shukra Hai Na Main Na Jaanu
Maine Yahi Ab Tak Jaana Nahi
Tum Bhi Mere - 2
Sabko Apnaa Hi Maanu
Par Yeh Dil Sabka Deewana Nahi
Aur Jispe Hai Deewana Dil
Uski Adaa Sabse Nirali
(pyar Ka Samay Kam Hai Jahaa
Ladate Hai Log Kaise Wahaa
Kyon Mere Yaar Maine Bhi Aaj
Kya Baat Khi De Taali) - 2
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Not Available
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
429 Times
Lyrics Score (Rate Here)