Pyaar Zindagi Hai (2001) , Sama Hai Suhaana Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Sama Hai Suhaana"
Music By Bali Brahmbhatt
Lyrics By Sameer
Performed by Kumar Sanu
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Hey Hey Hey Hey, Hey Hey Hey Hey Hey
Hey Hey Hey
(Sama Hai Suhaana, Bura Hai Zamaana
Sama Hai Suhaana Suhaana, Bura Hai Zamaana
Salaamat Rahegi Tu Salma, Kaha Jo Mera Maana) - 2
Khili Chaandni Mein Mujhe Na Jalaao
Kahe Beqaraari Mere Paas Aao
Hm, Khili Chaandni Mein Mujhe Na Jalaao
Kahe Beqaraari Mere Paas Aao
Aaj To Meri Pyaas Bujha Do
Yaar Mujhe Na Aisi Saza Do
Yeh Dil Aashiqaana Hai Tera Deewana - 2
Salaamat Rahegi Tu Salma, Kaha Jo Mera Maana
Jawaan Is Fiza Mein Zara Jhoomne Do
Gulaabi Labon Ko Sanam Choomne Do
Haan, Jawaan Is Fiza Mein Zara Jhoomne Do
Gulaabi Labon Ko Sanam Choomne Do
Aise Na Roko Deewane Ko
Sach Karne Do Afsaane Ko
Karo Na Bahaana, Chhodo Sataana - 2
Salaamat Rahegi Tu Salma, Kaha Jo Mera Maana
Sama Hai Suhaana, Bura Hai Zamaana
Sama Hai Suhaana Suhaana, Bura Hai Zamaana
Salaamat Rahegi Tu Salma, Kaha Jo Mera Maana
Hey, Salaamat Rahegi Tu Salma, Kaha Jo Mera Maana
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
395 Times
Lyrics Score (Rate Here)