|
|
| Lyrics |
--MALE--
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tera Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
--FEMALE--
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Vaaste
Tujhse Milke Yun Laga Jaana Mujhko Hai Kahan
--MALE--
Hum Dono Ko Milna Tha Jaana
Pyaar Yunhi Yeh Khilna Tha Jaana
--FEMALE--
Meri Aankhon Mein, Meri Saanson Mein
--MALE--
Bas Tu Hi Hai Jaana

Tu Rahe To Rahe Meri Zindagi, Kehta Hoon Rab Se
--FEMALE--
Sang Tere Bitaaoon Main Har Khushi, Ab Se Yahin Se
--MALE--
Tera Naam Meri Subah Se Naa Jaaye
--FEMALE--
Jo Tu Naa Rahe To Meri Jaan Jaaye
Meri Aankhon Mein, Meri Saanson Mein
--MALE--
Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tera Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
--FEMALE--
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Vaaste
Tujhse Milke Yun Laga Jaana Mujhko Hai Kahan
--MALE--
Faasle Ho Rahe Hai Kam Jaaneman, Bas Ek Pal Mein
--FEMALE--
Ek Jaan Ban Gaye Hai Yeh Do Badan, Bas Ek Pal Mein
--MALE--
Yeh Jo Bhi Nasha Hai, Bada Hi Mazaa Hai
--FEMALE--
Yahan Dhadkanon Ki Yehi To Sadaa Hai
--FEMALE--
Meri Aankhon Mein, Meri Saanson Mein
--MALE--
Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tera Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
--FEMALE--
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Vaaste
Tujhse Milke Yun Laga Jaana Mujhko Hai Kahan
--MALE--
Hum Dono Ko Milna Tha Jaana
Pyaar Yunhi Yeh Khilna Tha Jaana
--FEMALE--
Oh, Meri Aankhon Mein, Meri Saanson Mein
--MALE--
Bas Tu Hi Hai Jaana
Mujhko Khuda Ne De Diya Pyaar Tera Jo Saathiya
Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
--FEMALE--
Main Chalti Thi Raaste Ek Manzil Ke Vaaste
Tujhse Milke Yun Laga Jaana Mujhko Hai Kahan
--MALE--
Mm, Maano Jaise Mil Gaya Hai Jannat Ka Rasta
--FEMALE--
Tujhse Milke Yun Laga Manzil Meri Hai Yahan
--BOTH--
Mm Hmm Hmm Hmm, La La La La, La La La La La La - 2 |
|
| available
song resources: |
| Song
In Real Audio Format |
|
| Song
In MP3 Format |
|
| Translated Lyrics |
|
| Total Views |
1440 Times |
| Lyrics Score (Rate Here) |
|
|
|
| Other
Lyrics From The Soundtrack: |
|
|
|
|