Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003) , Kabhi Socha Na Tha Maine Song Lyrics

"Kabhi Socha Na Tha Maine"
Music By Anand-Milind
Lyrics By Praveen Bharadwaj, Anand Raj Anand
Performed by Sonali Vajpayee, Sonu Nigam
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
--MALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--FEMALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--MALE--
Aaj Mujhko Laga Baat Kuch Hai Zuroor
Paas Kitne Ho Tum Jab Hue Mujhse Door

--FEMALE--
Beqaraari Hai Kyoon, Yeh Khumaari Hai Kyoon
Kyoon Pareshaan Hai, Kyoon Yeh Armaan Hai

--MALE--
Tum Kya Gaye Ho Jaanam, Sang Le Gaye Bahaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Sach Kahoon Pyaar Kya Hai Main Nahin Jaanta Tha
Pyaar Ki Baatein Sach Hai, Main Nahin Maanta Tha

--FEMALE--
Kya Mujhe Ho Raha Hai, Kya Mera Kho Raha Hai
Mujhko Ehsaas Hai, Kya Meri Pyaas Hai

--MALE--
Tu Nahin Paas Mere, Hai Tera Intezaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--FEMALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--MALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
561 Times
Lyrics Score (Rate Here)