Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003) , Ho Jaata Hai Yeh Pyaar Song Lyrics

"Ho Jaata Hai Yeh Pyaar"
Music By Anand-Milind
Lyrics By Praveen Bharadwaj, Anand Raj Anand
Performed by Anuradha Paudwal
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Chaahat Hai Kya, Kya Pata Sangdil Ko - 2
Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar, Kiya Nahin Jaata - 2
Chaahat Hai Kya, Kya Pata Sangdil Ko
Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar, Kiya Nahin Jaata - 2
Kis Mod Pe Kaun Kisko Milega
Kisko Hai Iski Khabar
Na Jaane Kab Kis Ke Nazron Ka Jaadu
Kar Jaaye Kis Pe Asar
Ho Jaata Hai Ikraar, Kiya Nahin Jaata
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar, Kiya Nahin Jaata
Chaahat Hai Kya, Kya Pata Sangdil Ko
Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko
Bhawren Ka Gulshan Mein Ek Gul Pe Marna
Manraana Us Pe, Usse Pyaar Karna
Kaliyon Ka Shabnam Se Milke Nikharna
Geeton Ka Sargam Se Milke Sanwarna
Parwaane Ka Shamma Ke Saath Jalna
Majnu Ka Laila Se Marke Bhi Milna
Kisse To Hai Beshumaar, Kaha Nahin Jaata
Mm Ho Jaata Hai Yeh Pyaar, Kiya Nahin Jaata
Chaahat Hai Kya, Kya Pata Sangdil Ko
Kisi Dil Deewane Se Deewane Dil Ko
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar
Ho Jaata Hai Yeh Pyaar, Kiya Nahin Jaata - 2
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
493 Times
Lyrics Score (Rate Here)