Phir Wahi Dil Laya Hoon (1963) , Banda Perwar Thaam Lo Jigar Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Banda Perwar Thaam Lo Jigar"
Music By O. P. Nayyar
Lyrics By Unknown
Performed by Mohammad Rafi
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Banda Parvar
Banda Parvar Thaam Lo Jigar
Banke Pyaar Phir Aaya Hoon
Khidmat Mein Aap Ki Huzoor
Phir Wohi Dil Laya Hoon

Banda Parvar Thaam Lo Jigar
Banke Pyaar Phir Aaya Hoon
Khidmat Mein Aap Ki Huzoor
Phir Wohi Dil Laya Hoon

Ho Ho Ho Ho Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Ho Ho Ho Ho Aa Aa Aa Aa Aa Aa

Jiski Tadap Se Rukhe Pe Tumhare Aaya Nikhar Gazab Ka
Jiski Tadap Se Rukhe Pe Tumhare Aaya Nikhar Gazab Ka
Jiske Lahu Se Aur Bhi Chamka Rang Tumhare Lab Ka
Kesu Khule Zanjeer Bane... Aur Bhi Tum Tasveer Bane
Aayina Dildaar Ka Nazarana Pyaar Ka
Phir Wohi Dil Laya Hoon
Banda Parvar

Banda Parvar Thaam Lo Jigar
Banke Pyaar Phir Aaya Hoon
Khidmat Mein Aap Ki Huzoor
Phir Wohi Dil Laya Hoon
Ho Ho Ho Ho Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Ho Ho Ho Ho Aa Aa Aa Aa Aa Aa

Meri Nigahe Shaok Se Bachkar Yaar Kaha Jaoge
Meri Nigahe Shaok Se Bachkar Yaar Kaha Jaoge
Paav Jaha Rakhdoge Adaa Se Dil Ko Wahi Paoge
Rahu Juda Ye Majal Kaha... Jau Kahi Ye Khayal Kaha
Banda Dildaar Ka Nazarana Pyaar Ka
Phir Wohi Dil Laya Hoon
Banda Parvar

Banda Parvar Thaam Lo Jigar
Banke Pyaar Phir Aaya Hoon
Khidmat Mein Aap Ki Huzoor
Phir Wohi Dil Laya Hoon
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
530 Times
Lyrics Score (Rate Here)