Papa Kehte Hai (1996) , Pyar Mein Hota Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Pyar Mein Hota"
Music By Rajesh Roshan
Lyrics By Anand Akhtar
Performed by Unknown Artists
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Pyar Mein Hota Hai Kya Jadoo
Tu Janay Ya Main Jaano
Pyar Mein Hota Hai Kya Jadoo
Tu Janay Ya Main Jaano
Rehta Nahi Kyun Dil Par Qaboo
Tu Janay Ya Main Jaano

Pyar Mein Hota Hai Kya Jadoo
Tu Janay Ya Main Jaano

Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
Kyun Hoti Hai Phool Mein Khusbo
Tu Janay Ya Main Jaano

Pyar Mein Hota Hai Kya Jadoo
Tu Janay Ya Main Jaano

Chandni Raatein Hoon To Chakori
Pagal Si Kyun Hoti Hain
Chandni Raatein Hoon To Chakori
Pagal Si Kyun Hoti Hain
Jungle Mein Koyal Ki Ku Ku
Tu Janay Ya Main Jaano

Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharka Aur Badal
Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharka Aur Badal
Tere Liye Main Mere Liye Tu
Tu Janay Ya Main Jaano

Pyar Mein Hota Hai Kya Jadoo
Tu Janay Ya Main Jaano
Rehta Nahi Kyun Dil Par Qaboo
Tu Janay Ya Main Jaano
Tu Janay Ya Main Jaano
Tu Janay Ya Main Jaano
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
1004 Times
Lyrics Score (Rate Here)