|
|
| Lyrics |
--MALE--
Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Hain Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela, Tu Mastaana
--MALE--
Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Hain Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela, Tu Mastaana
--MALE--
Arre Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Hain Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Tu Albela, Tu Mastaana
Palkon Ki Gali Mein Tha Tera Basera
Raat Bhar Kal Maine Khwaab Dekha Tera
--MALE--
Kaise Main Bataaoon Kaisi Thi Betaabi
Ek Pal Kahin Na Chain Tha Zara Bhi
--FEMALE--
Mujhse Kehta Hai Mera Dil
Ab To Tujhko Yaar Mushkil Hai Samjaana
Tu Albela, Tu Mastaana
--MALE--
Arre Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Hain Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
--MALE--
Tune Dhadkanon Pe Kaisa Jadoo Daala
Jhoomne Laga Hai Mera Mann Matwaala
--FEMALE--
Dekhoon Jo Tujhe To Bekhudi Si Chhaaye
Naam Loon Jo Rab Ka, Naam Tera Aaye
--MALE--
Meri Jaan Pe Hai Tera Haq
In Baaton Se Main Abhi Tak Tha Begaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Hain Bada Paagal Na Tune Itna Jaana
Arre Tu Albela, Tu Mastaana
--MALE--
Pyaar Ke Jadoo Se To Tha Ab Tak Anjaana
Main Albela, Main Deewana
--FEMALE--
Haan Tu Albela, Tu Mastaana
--MALE--
Main Albela, Main Deewana |
|
| available
song resources: |
| Song
In Real Audio Format |
Not Available |
| Song
In MP3 Format |
|
| Translated Lyrics |
Not Available |
| Total Views |
559 Times |
| Lyrics Score (Rate Here) |
|
|
|
| Other
Lyrics From The Soundtrack: |
|
|
|
|