Albela (2001) , Haya Hoo Kya Masti Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Haya Hoo Kya Masti"
Music By Jatin-Lalit
Lyrics By Sameer
Performed by Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
--MALE 1--
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu
Main Aur Tu, Kya Masti, Kya Jaadu
Roz Kahan Hoti Hai Dilbar Aisi Mulaaqaatein
Aankhon Aankhon Mein Karle Aao Dil Ki Baatein
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu
Main Aur Tu, Kya Masti, Kya Jaadu
Roz Kahan Hoti Hai Dilbar Aisi Mulaaqaatein
Aankhon Aankhon Mein Karle Aao Dil Ki Baatein
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu, Kya Jaadu

Aap Ki Saari Baatein Ajab Si Hai
Bhoori Bhoori Aankhen Gazab Ki Hai
Aap Ke Jaisa Chehraa Yahan Kahan
Gesu Haseen Suneheraa Yahan Kahan

--FEMALE--
Tu Albela, Mast Akela
Tere Jaisa Koi Hai Kahin Naa, Kahin Naa

--MALE 1--
Haan, Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu
Main Aur Tu, Kya Masti, Kya Jaadu

--FEMALE--
Roz Kahan Hoti Hai Dilbar Aisi Mulaaqaatein
Aankhon Aankhon Mein Karle Aao Dil Ki Baatein
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu, Kya Jaadu

--MALE 2--
Kya Hai Mera Fasaana, Suno Suno
Toota Hai Dil Deewana, Suno Suno
Main Yeh Baat Bataaoon Kisse Bhalaa
Dard-e-jigar Dikhaaoon Kisse Bhalaa

--FEMALE--
In Zakhmon Ko, Un Lamhon Ko
Yaad Karenge Hum To Ab Kabhi Naa, Kabhi Naa

--MALE 1--
Hey, Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu
Main Aur Tu, Kya Masti, Kya Jaadu

--MALE 2--
Roz Kahan Hoti Hai Dilbar Aisi Mulaaqaatein
Aankhon Aankhon Mein Karle Aao Dil Ki Baatein

--FEMALE--
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu, Kya Jaadu

--MALE 2--
Hey Hey Hey Hey, Oh Ho Ho Ho

--FEMALE--
Main Hoon Teri Deewani, Mere Sanam
Tu Hai Meri Kahaani, Mere Sanam
Maine Tujhe Hi Socha, Teri Kasam
Maine Tujhe Hi Chaaha, Teri Kasam

--MALE 1--
Dil Mein Mere Armaan Tere
Tere Jaisa Naa Hoga Kahin Naa, Kahin Naa
Haiyya Hu Kya Masti, Kya Jaadu

--FEMALE--
Main Aur Tu, Kya Masti, Kya Jaadu

--MALE 2--
Roz Kahan Hoti Hai Dilbar Aisi Mulaaqaatein
Aankhon Aankhon Mein Karle Aao Dil Ki Baatein

--FEMALE--
Haiyya Hu

--MALE 2--
Kya Masti, Kya Jaadu

--FEMALE--
Main Aur Tu

--MALE 1--
Kya Masti, Kya Jaadu, Kya Jaadu
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
568 Times
Lyrics Score (Rate Here)