Namak Halaal (1982) , Jawani Janeman Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Jawani Janeman"
Music By Bappi Lahiri
Lyrics By Anjaan
Performed by Asha Bhonsle
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Jawaani Jaan-e-man Haseen Dilruba
Milein Do Dil Jawaan Nisaar Ho Gaya
Jawaani Jaan-e-man Haseen Dilruba
Milein Do Dil Jawaan Nisaar Ho Gaya
Shikaar Khud Yahaan Shikaar Ho Gaya
Yeh Kya Sitam Huwa
Yeh Kya Gulam Huwa
Yeh Kya Ghazab Huwa
Yeh Kaise Kab Huwa
Na Jaanoon Main Na Jaane Woh, Aha
Jawaani Jaan-e-man Haseen Dilruba
Milein Do Dil Jawaan Nisaar Ho Gaya

Aayi Door Se Dekho Dilruba Aisi Turuturutu
Khaayi Bezubaan Dil Ne Chot Yeh Kaisi
Arre Woh, Haan Haan, Mili Nazar
Arre Yeh, Haan Haan, Huwa Asar
Nazar Nazar Mein Yeh Sama Badal Gaya
Chalaaya Teer Jo Mujhi Pe Chal Gaya
Ghazab Huwa, Yeh Kya Huwa, Yeh Kab Huwa
Na Janoon Main Na Jaane Woh, Oho
Jawaani Jaan-e-man Haseen Dilruba
Milein Do Dil Jawaan Nisaar Ho Gaya
Shikaar Khud Yahaan Shikaar Ho Gaya
Yeh Kya Sitam Huwa
Yeh Kya Gulam Huwa
Yeh Kya Ghazab Huwa
Yeh Kaise Kab Huwa
Na Jaanoon Main Na Jaane Woh, Oho

Dil Yeh Pyaar Mein Kaise
Khota Hai Dekho, Aha Aha Aha Aha
Kaatil Jaan-e-man Kaise
Hota Hai Dekho
Arre Woh, Haan Haan, Mila Sanam
Arre Yeh, Haan Haan, Huwa Sitam
Woh Dushman Jaana Dildaar Ho Gaya
Ke Aaj Tak Bilkul Use Pyaar Ho Gaya
Ghazab Huwa, Yeh Kya Huwa, Yeh Kab Huwa
Na Janoon Main Na Jaane Woh, Aha
Jawaani Jaan-e-man Haseen Dilruba
Milein Do Dil Jawaan Nisaar Ho Gaya
Shikaar Khud Yahaan Shikaar Ho Gaya
Yeh Kya Sitam Huwa
Yeh Kya Gulam Huwa
Yeh Kya Ghazab Huwa
Yeh Kaise Kab Huwa
Na Jaanoon Main Na Jaane Woh
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
1305 Times
Lyrics Score (Rate Here)