Naam (1986) , Tu Kal Chala Jaayega Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Tu Kal Chala Jaayega"
Music By Laxmikant-Pyarelal
Lyrics By Anand Bakshi
Performed by Manhur Udhas, Mohammad Aziz
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Tere Jaane Ki Khushi Aur Dil Udaas Hain
Durr Hum Hue Toh Kya Dil Toh Dil Ke Paas Hain
Tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
Tu Yaad Bahut Aayega - 2 Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
Tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Chala Jaayega

Teri Yaad Ko Kahi Durr Chhod Aaun Main- 2
Iss Kadar Pila Mujhe Tujhko Bhul Jaaun Main - 2
Tujhko Bhul Jaun Main
Hosh Magar Aayega Toh Main Kya Karunga - 2
Tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Chala Jaayega

Tere Jaisa Kaun Hai Aur Kiska Naam Lu - 2
Laa Main Issi Baat Par Aur Ek Jaam Lu - 2
Aur Ek Jaam Lu
Jaam Chhalak Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
Tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Chala Jaayega

Bhul Jaana Tu Mujhe Zindagi Sanwarna - 2
Yaad Na Karna Mujhe Haske Din Gujarna - 2
Haske Din Gujarna
Tera Gam Rulayega Toh Main Kya Karunga - 2
Tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga
Tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga
Tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
Tu Kal Chala Jaayega
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
1324 Times
Lyrics Score (Rate Here)