Masti (2004) , Saiyanji Baiyan Chhudake I Song Lyrics

"Saiyanji Baiyan Chhudake I"
Music By Anand Raj Anand
Lyrics By Sameer
Performed by Gayatri Iyer, Sneha Pant, Meghna Oberoi
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Hey..hey…hey…hey…
Hey..hey…hey…hey…-2
Saiyaanji Baiyaan Chudaake Nahin Jaana
Hey..hey…hey…hey…
Aana Ji Aana Sang Thhumka Lagaana
Hey..hey…hey…hey…
Saiyaanji Baiyaan Chuddake Nahin Jaana
Aana Ji Aana Sang Thhumka Lagaana
Main Toh Abhi Na Ghar Jaaungi
Khud Naachungi Tumko Nachaaungi
Hey..hey…hey…hey…-2

Hey..hey…hey…hey…-2
Maane Na Maane Mera Dil Nahin Maane
Nahin Hai Bas Mein Nahin Hai Meri Jaan
Jaane Na Jaane Mera Dard Nahin Jaane
Lagta Hai Leke Rahega Meri Jaan
Aise Na Tadpaao Kar Na Bahaana
Saiyaanji, Saiyaanji
Saiyaanji Baiyaan Chudaake Nahin Jaana
Hey..hey…hey…hey…
Aana Ji Aana Sang Thhumka Lagaana
Hey..hey…hey…hey…

Kya Ho Gaya Hai Aise Khoye Khoye Kyun Ho
Nazrein Yahaan Hai Nishaana Hai Kahaan?
Jaagi Huwi Mehfil Mein Soye Soye Kyun Ho
Aajaao Baahon Mein Aajaao Na
Na Door Jaana Na, Hamko Sataana Na
Saiyaanji, Saiyaanji
Saiyaanji Baiyaan Chudaake Nahin Jaana
Hey..hey…hey…hey…
Aana Ji Aana Sang Thhumka Lagaana
Hey..hey…hey…hey…
Main Toh Abhi Na Ghar Jaaungi
Khud Naachungi Tumko Nachaaungi
Hey..hey…hey…hey…-2
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
691 Times
Lyrics Score (Rate Here)