Maine Pyar Kyun Kiya? (2005) , Sajan Tumse Pyar Song Lyrics

"Sajan Tumse Pyar"
Music By Himesh Reshammiya
Lyrics By Sameer
Performed by Alka Yagnik, Udit Narayan
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Saajan Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Saajan Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein, Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein

Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein

Pal Pal Har Pal Teri Lagan
Teri Ada Ne Le Gayi Man
Gore Gore Haathon Pe Mehndi Ka Rang
Us Pe Yeh Sharmaane Ka Dhang
Us Pe Yeh Sharmaane Ka Dhang

Haan Main Sharmaayi Pyaar Ki Laraayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein, Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein

Bechaini Tadpaati Rahi
Chaandni Dil Dhadkaati Rahi
Seene Pe Bijli Si Chali
Karwat Leke Raat Dhali
Karwat Leke Raat Dhali

Neendiya Na Aayi Pyaar Hi Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaanam Tumse Pyaar Ki Laraayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein, Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein
Jaaga Main Akela Rajaayi Mein

Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
Toot Gayi Choodiyaan Kalaayi Mein
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
909 Times
Lyrics Score (Rate Here)