Maine Dil Tujhko Diya (2002) , Dil Churaane Lagi Song Lyrics

"Dil Churaane Lagi"
Music By Daboo Malik
Lyrics By Salim Bijnori
Performed by Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya

Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha
Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha
Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha
Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha
Is Umr Ne Hume Yun Kiya Bekarar
Dil Ko Roka Magar Na Rooka Humse Yaar
Tumne Milke Sanam Aisa Jaadoo Kiya
Jab Yeh Jaadoo Chala To Sanam Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya

Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo
Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo
Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo
Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo
Tum Badhao Zara Pyaar Se Yeh Kadam
Tum Kaise Kehne Kitna Chaahenge Hum
Is Mohabbat Ne Donoko Kitna Tadpa Diya
Aur Tadap Ke Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
497 Times
Lyrics Score (Rate Here)