Zubeidaa (2001) , Mehndi Hai Rachnewali Song Lyrics

"Mehndi Hai Rachnewali"
Music By Unknown
Lyrics By Unknown
Performed by Alka Yagnik
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
O Hariyali Banno
Le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan
Thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
Angnaayi, Angnaayi
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Gaaye Maiya Aur Mausi, Gaaye Behna Aur Bhabhi
Ke Mehndi Khil Jaaye, Rang Laaye Hariyaali Banni
Gaaye Phoofi Aur Chaachi, Gaaye Naani Aur Daadi
Ke Mehndi Mann Bhaaye, Saj Jaaye Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai

Gaaje, Baaje, Baraati, Ghoda, Gaadi Aur Haathi Ko
Laayenge Saajan Tere Aangan, Hariyaali Banni
Teri Mehndi Woh Dekhenge
To Apna Dil Rakhdenge Woh
Pairon Mein Tere Chupke Se, Hariyaali Banni
Mehndi Roop Sanwaare, O Mehndi Rang Nikhaare, Ho
Hariyaali Banni Ke Aanchal Mein Utrenge Taarein
Mehndi Hai Rachnewaali, Haathon Mein Gehri Laali
Kahe Sakhiyaan, Ab Kaliyaan
Haathon Mein Khilnewaali Hain
Tere Mann Ko, Jeevan Ko
Nayi Khushiyaan Milnewaali Hai
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
2464 Times
Lyrics Score (Rate Here)