Kasoor (2000) , Mohabbat Ho Na Jaaye Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Mohabbat Ho Na Jaaye"
Music By Nadeem-Shravan
Lyrics By Sameer
Performed by Alka Yagnik, Kumar Sanu
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
--MALE--
Hey La La La La, La La La La, La La La La La La
La La La La, La La La La, La La La La La La
Dekha Jo Tumko, Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaaya Kya Nasha Hai, Haan

--FEMALE--
Dekha Jo Tumko, Yeh Dil Ko Kya Hua Hai
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaaya Kya Nasha Hai, Haan

--MALE--
Mohabbat Ho Na Jaaye, Deewana Kho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa, Haan

--FEMALE--
Mohabbat Ho Na Jaaye, Deewana Kho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa

--MALE--
Dekha Jo Tumko, Yeh Dil Ko Kya Hua Hai

--FEMALE--
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaaya Kya Nasha Hai, Haan

--MALE--
Bheegi Bheegi Alkon Se, Chori Chori Palkon Se
Kyoon Mera Sapna Churaaye
Jhunki Jhunki Ankhiyon Se, Dheere Dheere Batiyon Se
Kyoon Mujhe Apna Banaaye

--FEMALE--
Meri Nazron Pe Chhaaye, Khushboo Ke Jaise Aaye
Mera Tan Mann Mahekaaye
Saanson Mein Yeh Pal Pal Jaane Kaise Halchal
Kuch Bhi Samajh Mein Na Aaye
Sharaarat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa

--MALE--
Sharaarat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa

--FEMALE--
Meri Hai Yeh Mushkil, Ab To Yeh Mera Dil
Bas Mein Huzoor Nahin Hai
Itna Bataa De Mujhe Kaise Samjhaaoon
Tujhe Mera Yeh Kasoor Nahin Hai

--MALE--
Chaahe Hum Chaahe Bhi To Pehre Lagaaye Bhi To
Kaise Din Raat Ko Roke
Aag Bina Yeh Jale, Zor Na Koi Chale
Kaise Jazbaat Ko Roke
Yun Chaahat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa, Haan

--FEMALE--
Yun Chaahat Ho Na Jaaye, Mohabbat Ho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa
Dekha Jo Tumko, Yeh Dil Ko Kya Hua Hai

--MALE--
Meri Dhadkanon Pe Yeh Chhaaya Kya Nasha Hai, Haan

--FEMALE--
Mohabbat Ho Na Jaaye, Deewana Kho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa

--MALE--
Mohabbat Ho Na Jaaye, Deewana Kho Na Jaaye
Sambhaaloon Kaise Isko, Mujhe Tu Bataa
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
1300 Times
Lyrics Score (Rate Here)