Kasoor (2000) , Koi To Saath Chaahiye Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Koi To Saath Chaahiye"
Music By Nadeem-Shravan
Lyrics By Sameer
Performed by Kumar Sanu
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Ae Hey, La La La, La La La,
La La La, La La La, La La - 2

Badi Udaas Hai Zindagi, Koi To Saathi Chaahiye - 2
Ek Talaash Hai Zindagi, Koi To Saathi Chaahiye

Aayega Mujhpe Bhi Pyaar Kisi Ko
Mujhko To Hai Yeh Aitbaar
Hoga Mera Bhi Intezaar Kisi Ko
Sach Keh Raha Hoon Mere Yaar
Aise Naa Pagal Machal, Dil Deewane Sambhal - 2
Bad Hawaas Hai Zindagi, Koi To Saathi Chaahiye
Ek Talaash Hai Zindagi,
La La La La La La La La La La La La La
Koi To Saathi Chaahiye

Yaadon Mein Koi Din Raat Sataaye
Tanha Kate Naa Yeh Safar
Kitna Mujhe Voh Bechain Banaaye
Usko Nahin Hai Khabar
Bas Mera Naa Chale, Usko Lagaa Loon Gale - 2
Ek Pyaas Hai Zindagi, Koi To Saathi Chaahiye
Ek Talaash Hai Zindagi,
La La La La La La La La La La La La La
Koi To Saathi Chaahiye
Badi Udaas Hai Zindagi, Koi To Saathi Chaahiye
Ek Talaash Hai Zindagi,
La La La La La La La La La La La La La
Koi To Saathi Chaahiye
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
617 Times
Lyrics Score (Rate Here)