|
|
| Lyrics |
--FEMALE--
Kitni Bechain Hoke Tumse Mili - 2
Tumko Kya Thi Khabar Thi Main Kitni Akeli
Aaah Haa, Haa Haa, Haa Haa, Aah Aah Aah Haa Haa - 2
--MALE--
Kitna Bechain Hoke Tumse Mila - 2
Tumko Kya Thi Khabar Tha Main Kitna Akela
Aaah Haa, Haa Haa, Haa Haa, Aah Aah Aah Haa Haa - 2
--FEMALE--
Ke Kitni Mohabbat Hai Tumse
Zara Paas Aake To Dekho
--MALE--
Kya Aag Hai Dhadkanon Mein
Gale Se Lagaake To Dekhko
--FEMALE--
Bataayi Naa Jaaye Zubaan Se Yeh Haalat
Meri Jismo Jaan Ko Tumhaari Hai Chaahat
--MALE--
Kitna Bechain Hoke Tumse Mila
Kitna Bechain Hoke
--FEMALE--
Jo Hai Darmiyaan Ek Parda
Isse Jaaneman Ab Hata De
--MALE--
Yehi Faasle Keh Rahe Hai
Chalo Dooriyon Ko Mita De
--FEMALE--
Na Koi Tamanna Hai, Na Koi Hasrat
Mujhe To Sanam Hai Tumhaari Zaroorat
--MALE--
Kitna Bechain Hoke Tumse Mila - 2
Tumko Kya Thi Khabar Tha Main Kitna Akela
Aaah Haa, Haa Haa, Haa Haa, Aah Aah Aah Haa Haa - 2
--FEMALE--
Kitni Bechain Hoke Tumse Mili - 2
Tumko Kya Thi Khabar Thi Main Kitni Akeli
Aaah Haa, Haa Haa, Haa Haa, Aah Aah Aah Haa Haa - 2 |
|
| available
song resources: |
| Song
In Real Audio Format |
Not Available |
| Song
In MP3 Format |
|
| Translated Lyrics |
|
| Total Views |
1121 Times |
| Lyrics Score (Rate Here) |
|
|
|
| Other
Lyrics From The Soundtrack: |
|
|
|
|