Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) , Pehla Nashaa Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Pehla Nashaa"
Music By Jatin-Lalit
Lyrics By Majrooh Sultanpuri
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Chaahe Tum Kuchh Na Kaho Maine Sun Liya
Ki Saathi Pyaar Ka Mujhe Chun Liya
Chun Liya
Maine Sun Liya

Pehla Nasha
Pehla Khumaar
Naya Pyaar Hai Naya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Aye Dil-e-bekaraar
Mere Dil-e-bekaraar
Tu Hi Bata

Pehla Nasha
Pehla Khumaar

Udta Hi Firoon In Hawaon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaoon In Ghataon Mein Kahin
Udta Hi Firoon In Hawaon Mein Kahin
Ya Main Jhool Jaoon In Ghataon Mein Kahin
Ek Kar Doon Aasmaan Zameen
Kaho Yaaron Kya Karoon Kya Nahin

Pehla Nasha
Pehla Khumaar
Naya Pyaar Hai Naya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Aye Dil-e-bekaraar
Mere Dil-e-bekaraar
Tu Hi Bata

Pehla Nasha
Pehla Khumaar

Usne Baat Ki Kuchh Aise Dhang Se
Sapne De Gaya Vo Hazaaron Range Ke
Usne Baat Ki Kuchh Aise Dhang Se
Sapne De Gaya Vo Hazaaron Range Ke
Reh Jaoon Jaise Main Haar Ke
Aur Choome Vo Mujhe Pyaar Se

Pehla Nasha
Pehla Khumaar
Naya Pyaar Hai Naya Intezaar
Kar Loon Main Kya Apna Haal
Aye Dil-e-bekaraar
Mere Dil-e-bekaraar
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
6699 Times
Lyrics Score (Rate Here)