Dil Vil Pyar Vyar (2002) , Kya Jaanoo Saajan Song Lyrics

"Kya Jaanoo Saajan"
Music By R.D. Burman
Lyrics By Anand Bakshi
Performed by Kavita Subramaniam
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Aa, Aa
(Kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
Jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) - 2
Kya Jaanoon Sajan
(Jab Se Mili Nazar Maathe Pe Ban Gaye
Bindiya Nayan Tere, Dekho Sajna) - 2
Dhar Li Jo Pyaar Se Meri Kalaaiyaan
Piya Teri Ungliyaan Ho Gayi Kangna
Kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
Jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
Kya Jaanoon Sajan
(Kaanton Mein Main Khadi Nainon Ke Dwaar Pe
Nis Din Bahaar Ke Dekhoon Sapne) - 2
Chehre Ki Dhool Kya Chanda Ki Chaandni
Utri To Reh Gayi Mukh Pe Apni
(Kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
Jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) - 2
Kya Jaanoon Sajan, Hm Hm Hm Hm
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
773 Times
Lyrics Score (Rate Here)