Dil Pardesi Ho Gayaa (2003) , Aaj Humne Aapke Liye Song Lyrics

"Aaj Humne Aapke Liye"
Music By Usha Khanna
Lyrics By Saawan Kumar
Performed by Unknown Artists
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Good Morning Good Morning Good Morning
Very Very Good Very Good Morning

Aaj Hamne, Aapke Liye
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Daavat Hai Hamko Qabool
Kahiye Kyaa Kyaa Banaayaa Hai

Chaliye Tashreef To Rakhiye
Chaliye Chaliye Tashreef To Rakhiye
Mohabbat Ki Kursi Par
Thank You
Breakfast Sajaayaa Hai Khushiyon Ki Table Par
La La La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La La La La La La
Ye Pyaar Ki Plate Hai Jis Mein Taazaa Taazaa Omolet Hai
Toast Pe Lagaayaa Hai Makkhan Jaise Baaton Kaa
Ehtaraam Karte Hain Ham Aapke Jazbaaton Kaa
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Shukriyaa Aapkaa Huzoor Ehsaaan Farmaayaa Hai

La La La La La La La La La La La La La La
Mamtaa Ke Is Glass Mein
Mamtaa Ke Is Glass Mein Garam Garam Hai Doodh
How Sweet!
Chain-O-Aman Ke Jaar Mein Fresh Fresh Hai Juice
Qudrat Ke Baagon Se Ham Fruits Lekar Aayen Hain
Gulshan Se Vafaaon Ke Ham Phool Chunkar Laayen Hain
La La La La La La La La La La La La La La La La
Ye Karam Hai Allaah Kaa
Aur Aapki Duaaon Kaa
Ye Karam Hai Allaah Kaa
Aur Aapki Duaaon Kaa
Bismillaah Keejiye
La La La La La La La
Aji Bismillaah Keejiye
La La La La La La La La La La La
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
484 Times
Lyrics Score (Rate Here)