Deewane (2000) , Qayamat Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Qayamat"
Music By Sanjeev-Darshan
Lyrics By Sameer
Performed by Sukhwinder Singh, Alka Yagnik
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Masti

Yeh Aankhen, Yeh Masti
Yeh Palkein, Yeh Kaajal
Yeh Zulfein, Yeh Khushboo
Yeh Choodi, Yeh Paayal
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat - 2

--FEMALE--
Yeh Chehraa, Yeh Tevar
Yeh Qaatil Adaayein
Yeh Premi, Yeh Paagal
Yeh Chaahat, Yeh Mohabbat
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat - 2

--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Masti
Yeh Palkein, Yeh Palkein, Yeh Palkein, Yeh Palkein
Yeh Kaajal, Yeh Kaajal, Yeh Kaajal, Yeh Kaajal

Aashiq Hai Kaun Voh, Tum Aashiqui Ho Jiski
Shaayar Hai Kaun Voh, Tum Shaayari Ho Jiski

--FEMALE--
Hue Tum Deewane Yunhi To Nahin
Chala Koi Jaadu Kahin Naa Kahin, Kahin Naa Kahin

--MALE--
Haan Kahin Naa Kahin, Kahin Naa Kahin

--FEMALE--
Yeh Jaadu, Yeh Jaadu, Yeh Jaadu
Yeh Rangat, Yeh Rangat

--MALE--
Yeh Jalwa, Yeh Jalwa, Yeh Jalwa
Yeh Jawaani

--FEMALE--
Dilbar Mere Sanam, Mehboob Mere Yaara
Badla Hai Aaj Kyoon Andaaz Yeh Tumhaara

--MALE--
Karoon Kya Koi Zor Chalta Nahin
Sambhaale Se Bhi Dil Sambhalta Nahin, Sambhalta Nahin

--FEMALE--
Haan Sambhalta Nahin, Sambhalta Nahin

--MALE--
Yeh Mauje

--FEMALE--
(La La La La La La La)

--MALE--
Yeh Saagar

--FEMALE--
(La La La La La La La)

--MALE--
Yeh Hawaayein, Yeh Mausam

--FEMALE--
(La La La La La La La)
Yeh Mehfil, Yeh Nagma
Yeh Shonkhi, Yeh Aalam

--MALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--MALE--
Yeh Aankhen, Yeh Aankhen

--FEMALE--
Yeh Chehraa, Yeh Chehraa

--MALE--
Yeh Masti, Yeh Masti

--FEMALE--
Yeh Tevar, Yeh Tevar

--MALE--
Yeh Palkein, Yeh Kaajal
Yeh Zulfein

--FEMALE--
Yeh Premi

--MALE--
Yeh Khushboo

--FEMALE--
Yeh Paagal

--MALE--
Yeh Choodi

--FEMALE--
Yeh Chaahat

--MALE--
Yeh Paayal

--FEMALE--
Yeh Mohabbat

--MALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--MALE--
Haan, Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat

--FEMALE--
Haan, Qayamat, Qayamat, Qayamat, Qayamat
available song resources:
Song In Real Audio Format
Not Available
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
634 Times
Lyrics Score (Rate Here)