Deewaanapan (2001) , Main Ik Deewana Ladka Song Lyrics

"Main Ik Deewana Ladka"
Music By Adesh Shrivastava
Lyrics By Sameer
Performed by Shaan
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
(Main Ek Deewana Ladka
Tu Ek Pari Si Ladki) - 2
Hum Akele Yun Mile To
Jaane Jaana Jaadu Naya Chhaane Laga
Haathon Se Dil Jaane Laga
Mausam Jawaan Gaane Laga
Main Ek Deewana Ladka
Tu Ek Pari Si Ladki
Hum Akele Yun Mile To
Jaane Jaana Jaadu Naya Chhaane Laga
Haathon Se Dil Jaane Laga
Mausam Jawaan Gaane Laga
(Jo Ho Raha Hai Ehsaas Kya Hai
Mere Labon Pe Yeh Pyaas Kya Hai
Dilbar Mujhe Bata De
Ho, Bekhudi Ko Aise Na Badha) - 2
Saawan Tere Baalon Mein Hai
Nakhra Teri Chaalon Mein Hai
Rangat Tere Gaalon Mein Hai
Main Ek Deewana Ladka
Tu Ek Pari Si Ladki
Chaahat Ka Dard Mujhko Diya Hai
Bechain Mere Dil Ko Kiya Hai
Teri Jhuki Nazar Ne
Ho, Jaan Legi Teri Yeh Adaa

Chaahat Ka Dard Mujhko Diya Hai
Bechain Mere Dil Ko Kiya Hai
Teri Jhuki Nazar Ne

Ho, Jaan Legi Teri Yeh Adaa
Khushboo Teri Saanson Mein Hai
Shaukhi Teri Aankhon Mein Hai
Masti Teri Baaton Mein Hai
Main Ek Deewana Ladka
Tu Ek Pari Si Ladki
Hum Akele Yun Mile To
Jaane Jaana Jaadu Naya Chhaane Laga
Haathon Se Dil Jaane Laga
Mausam Jawaan Gaane Laga
Jaadu Sa Chhaane Laga - 9
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Total Views
480 Times
Lyrics Score (Rate Here)