Darna Zaroori Hai (2006) , Khabardaar (Zindagi Ka Zaayeka) Song Lyrics

"Khabardaar (Zindagi Ka Zaayeka)"
Music By Salim-Suleman
Lyrics By Unknown
Performed by Kunal Ganjawala, Mohana Sarkar
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Maut Maut Maut
Khabardaar
Maut Ka Zaayeka...
Hota Hain Mazedaar
Maut Ka Zaayeka
Hota Hain Mazedaar
Maut Bhi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar
Tu Jee Ke Dikha De Ya Marr Ke Dikha De
Karna Hain Jo Tujhko Woh Karke Dikha De
Jeena Yaha Sau Baar Marna Ek Baar
Khabardaar - 4
Khabardaar

Teri Adaa Duniya Se Judaa
Jitni Bhi Chahe Masti Luta
Teri Adaa Duniya Se Judaa
Jitni Bhi Chahe Masti Luta
Jaan Hatheli Pe Rakh De
Teri Jawani Hain Ek Mazaa
Tu Kya Hain Yeh Bata Duniya Ko Yeh Dikha
Tere Jaisa Na Yaha Hain Koi Dusra
Dam Nikal Jaayega Sabka Tu Hain Jaandaar
Khabardaar - 4
Khabardaar

Ek Raat Ka Hain Yeh Jalwa
Kya Hain Bharosa Kal Ka
Ek Raat Ka Hain Yeh Jalwa
Kya Hain Bharosa Kal Ka
Yeh Zindagi Hai Ek Dilruba
Yeh Zindagi Hai Ek Bewafa
Nazron Ke Teer Se Tu Bach Na Paayega
Aayega Jaal Mein Toh Fasta Jaayega
Teri Himmat Ke Iraade Sab Hain Shaandaar
Khabardaar - 4
Khabardaar

Maut Ka Zaayeka
Hota Hain Mazedaar
Maut Bhi Sabko Yaha Milti Hai Ek Baar
Tu Jee Ke Dikha De Ya Marr Ke Dikha De
Karna Hain Jo Tujhko Woh Karke Dikha De
Jeena Yaha Sau Baar Marna Ek Baar
Khabardaar - 4
Khabardaar
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
384 Times
Lyrics Score (Rate Here)