Love Story 2050 (2008) , Meelon Ka Jaise Tha Fasla Song Lyrics
Movie Main Page
Movie Overview
MP3 Soundtrack
RM Soundtrack
Movie Lyrics
Trailers & Clips
Translated Lyrics

"Meelon Ka Jaise Tha Fasla"
Music By Anu Malik-Harry Baweja
Lyrics By Javed Akhtar
Performed By Alka Yagnik, Kay Kay
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Bus Ek Bar Bus Ek Bar Aur Mil Jaye Mujhe Just Once Phir Kabhi Ise
Apne Se Door Nahi Jaane Doonga

Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha

Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha
Meelon Ka Jaise Tha Faasla

Mujhe Mera.. Junoon Aakhir, Kahan Se Hai Kahan Laaya
Jise Khwabon Mein Tha Dekha, Use Raahon Mein Hai Paaya
Ithna Na Chaaho, Yun Na Saraaho
Kal Milna Paaye, To Jaane Kya Ho
Kabhi Na Kehna... Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum

Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha
Meelon Ka Jaise Tha Faasla……

Jo Tum Dekho To Dil Pighle, Jo Dil Pighle Nazar Yeh Jhuke
Jhuki Nazrein To Tann Machle, Jo Tann Machle Saansein Ruke
Pura Diwaana, Mein Ho Gaya Hoon, Paaya Tumhein To Mein Kho Gaya Hoon
Kabhi Na Kehna... Aisa Tum, Ab Tum Na Ho Na Gum

Meelon Ka Jaise Tha Faasla, Sadiyon Ka Jaise Tha Raastha
Anjaan Tha Dil Ke Hona Hai Kya, Phir Bhi Mujhe, Lagtha Hai Yeh
Humko To Milna Hi Tha
Meelon Ka Jaise Tha Faasla……
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
1226 Times
Lyrics Score (Rate Here)