|
|
| "Haan Tu Hain" |
Music By Pritam Chakraborty-Kamran Ahmed
Lyrics By Sayeed Qadri-Kamran Ahmed-Neelesh Misra
Performed By Kay Kay |
| Scroll
Down For The Lyrics |
| Lyrics |
(jo Khaabo Khayalo Mein Socha Nahi Tha
Tune Mujhe Itna Pyaar Diya
Main Jab Bhi Jaha Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Julf Ne Mujhpe Saaya Kiya) - (2)
(haan Tu Hain, Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Mere Khaabo Mein Tu, Yaadon Mein Tu, Iraado Mein Tu Hain) - (2)
Iraado Mein Tu Hain
Koyi Bhi Aisa Lamha Nahi Hai, Jisme Mere Tu Hota Nahi Hai
Main So Bhi Jaau Raaton Mein Lekin (tu Hai Ke Mujhme Sota Nahi Hai -2)
(haan Tu Hain, Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Mere Khaabo Mein Tu, Yaadon Mein Tu, Iraado Mein Tu Hain) - (2)
Iraado Mein Tu Hain
Hai Teri Inaayat Tujhse Mili Hai, Honto Pe Mere Hasi Jo Khili Hai
Use Mera Chehra Chhupa Bhi Na Paaye
Tujhe Paake Haasil Huyi Jo Khusi Hai - (2)
Haan Tu Hain, Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Mere Khaabo Mein Tu, Yaadon Mein Tu, Iraado Mein Tu Hain
Jo Khaabo Khayalo Mein Socha Nahi Tha, Tune Mujhe Itna Pyaar Diya
Main Jab Bhi Jaha Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Julf Ne Mujhpe Saaya Kiya
(haan Tu Hain, Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Mere Khaabo Mein Tu, Yaadon Mein Tu, Iraado Mein Tu Hain) - (2)
Iraado Mein Tu Hain |
|
| available
song resources: |
| Song
In Real Audio Format |
|
| Song
In MP3 Format |
|
| Translated Lyrics |
Not Available |
| Total Views |
4652 Times |
| Lyrics Score (Rate Here) |
|
|
|
| Other
Lyrics From The Soundtrack: |
|
|
|
|