|
|
| Lyrics |
Kahaan Kho Gaya Hai Dil Mera
Kahaan Kho Gaya Hai Kya Pata
Dur Kahi Dur Kwaabon Ki Duniya Ke
Raaston Pe Bass Yuun Hi Chal Pada - 2
Hain Shaamse Baadalon Mein Nami
Aa Dhundale Khaayishon Ki Jami
Aa Jara, Aa Bhi Ja - 2
Subah Se Karu Main Kya Bayaan
Huwa Saath Mere Kya Huwa
Dur Kahi Dur Kwaabon Ki Duniya Ke
Raaston Pe Bass Yuun Hi Chal Pada - 2
Hain Baajuton Mein Yeh Aahe Teri
Aa Sun Jara Sard Aahein Meri
Tu Nasha, Tu Wafa
Tu Wafa, Tu Duwa
Khata Na Kare Ho Abb Subah
Ruki Raat Kab Hai Bewajah
Dur Kahi Dur Kwaabon Ki Duniya Ke
Raaston Pe Bass Yuun Hi Chal Pada - 2
Kahaan Kho Gaya Hai Dil Mera
Kahaan Kho Gaya Hai Kya Pata
Dur Kahi Dur Kwaabon Ki Duniya Ke
Raaston Pe Bass Yuun Hi Chal Pada - 2 |
|
| available
song resources: |
| Song
In Real Audio Format |
Not Available |
| Song
In MP3 Format |
|
| Translated Lyrics |
Not Available |
| Total Views |
431 Times |
| Lyrics Score (Rate Here) |
|
|
|
| Other
Lyrics From The Soundtrack: |
|
|
|
|