Barsaat (2005) , Pyaar Aaya Song Lyrics

"Pyaar Aaya"
Music By Nadeem-Shravan
Lyrics By Sameer
Performed by Sonu Nigam, Alka Yagnik
Scroll Down For The Lyrics
Lyrics
Hoo..la La La La
Hoo..la La La La

Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya
Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya
Dekha Jitni Baar Tumko
Dekha Jitni Baar Tumko
Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Ho, Ghari Do Ghari Bas Mere Paas Baitho
Deewana Banaake Na Jao
Pareshaan Hai Dil Sambhalna Hai Mushkil
Kasam Hai Na Youn Muskuraao

Na Pakro Kalaayi
Oh Tauba Duhaayi
Na Aise Mujhe Tum Sataao
Koyi Dekh Lega To Who Kya Kahega
Na Chhedo Hato Door Jao

Socha Jitni Baar Tumko
Socha Jitni Baar Tumko
Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Yeh Madhoshiyaan Hain Yeh Betaabiyaan Hain
Yeh Kya Hai Yeh Hum Bhi Na Jaane
Tumhe Sirf Chaahe Tumhe Hi Sarhaahe
Koyi Kuch Kahe Hum Na Maane

Yeh Mastana Kaajal Yeh Zulfon Ka Baadal
Yeh Shaanon Pe Jhukti Nigahein
Yeh Honthon Ki Khushboo Yeh Chehre Ka Jadoo
Yeh Dil Ko Churaati Adaaein

Chaaha Jitni Baar Tumko
Chaaha Jitni Baar Tumko
Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya

Dekha Jitni Baar Tumko
Dekha Jitni Baar Tumko
Pyaar Aaya Aur Zyada, Aur Zyada Pyaar Aaya
Aur Zyada Pyaar Aaya
Pyaar Aaya
available song resources:
Song In Real Audio Format
Song In MP3 Format
Translated Lyrics
Not Available
Total Views
887 Times
Lyrics Score (Rate Here)